Masail
Hazrat aaj kal heavy deposit par makaan diye jate hain jiska kiraya nahi hota. Lehaza makan ka deposit dene wale aur lene wale ke liye kya hukm hai. Main ek jaga padha ke ye sood mein shumar hota hai. Kya ye saheeh hai.
ANSWER Is tarah begair kiraaye ke makan lekar uska istemaal karna jaayez ahi hai. Agar khud istemaal karna chahe to kiraaya bhi muqarrar karna zaruri hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—