Aqaid
Hazrat Ali ko imam e awwal likhna ya kehna kaisa?
Jawab: Imam se murad khaleefa hai, yaani khaleefa e awwal. Aur Hazrat Ali رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ karramallahu Ta’ala waj’hahul kareem ko khaleefa e bila fasl, ya khaleefa e awwal ka qaul karna gumrahi hai aur ye rafizi tafzeelio ki raah hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—