Masail

Hazrat Humne Suna Hai Ke Shohar Ke Liye Sajne Aur Sawarne Me Sawab Milta Hai. Kya Ye Sahi Hai?

ANSWER Ji Sawab Hai. Balkeh Auraton Ke Liye Hukm Hi Ye Hai Ke Apne Shauhar Ke Liye Zeenat Ikhtiyaar Kare Aur Gair Mahram Ke Liye Zeenat Karna Jayez Nahin. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button