Masail
Hazrat kya mangal ke din nakhun nahi kaat sakhte hai
Zaid bol raha hai ki mangal ke din akhun katne se ek khoon ka gunah milta hai or 14 saal tak koi eki ahi likhi jayegi. Jawab: Is tarah ki koi riwayat ahi hai. Jo is tarah ki baat kahe usse daleel maange, warna use tauba ka hukm dein. Mangal ke din akhun kaatne me harj ahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—