Aqaid
Hum yaha se pukarein waha wo sunein, Mustafa ki samaat pe lakhon salaam
Ye sher parhna kaisa? Aur jo ye parhne ki aadat banaye us par Kya hukm hai ? Aur is sher ko Sayyadi Aala Hazrat RadiAllahu Anhu ki taraf mansoob karna kaisa hai ? Jawab: Ye sher Alahazrat Ka likha hua ahi. Lehaza jaante hue unki janib Mansoob karna jaayez ahi. Rahi baat is sher ki to Ba’zaahir is me koi harj azar ahi aata. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—