Masail
Huzoor toota Aaina ghar me rakhna kaisa hai aur usme chehra dekhna kaisa?
Jawab: Shar’an is me harj ahi. Haan! buzurgo se manqool hai ke toote aaine rakhne, ya usme dekhne se muflisi aati hai. Wallahu Ta’ala A’lam n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—