Aqaid

Huzur Gaus-E-Azam Ne Farmaya Ki Mera Pair Waliyo Ki Gardan Par.

To Kya Gaus E Paak Se Pahle Jo Wali Guzre Hai Un Par Bhi Shumar Hoga. Aur Unke Peer Ke Uper Bhi? Jawab: Sahaba O Kibaar E Tabi?een Ke Ilaawa Tamam Auliya E Kiraam, Yaani Imam E Hasan Askari Se Le Kar Imam Mehdi Tak. Tamaam Awliya Allah Ki Gardano Par Sarkar Gaus E Azam Ka Qadam E Mubarak Hai. Jo Wali Qabl The, Ya Baad Hue, Ya Honge Sab Adab Rakhte Hain Dil Me Mere Aqa Tera. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button