Aqaid
Huzur Maine Suna Hai Ke Bagair Dadhi Wale Ko Salam Karna Gunah Hai.
Mai Saare Logo Ko Salam Karte Aa Raha Hu. Shuru Se Agar Mai Salam Nahi Karta Hu To Mere Dil Me Takabbur Paida Hota Hai. Khayaal Aata Hai Ke Mai In Sab Logo Se Acha Hu. Kya Mujhe Salam Karna Chahiye Ya Nahi? Jawab: Darhi Wala Shakhs Begair Darhi Wale Se Baher Haal Accha Hi Hai. Lehaza Salam Me Pahel Na Kare. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—