Aqaid

Insan Ke Paida Hone Se Pehle Uski Zindagi Kitni Hai Woh Likh Diya Jata Hai. Ya Uski Zindagi Zyada Ho Aur Achanak Maut Waqai Ho Jaye Aisa Bhi Hota Hai.

ANSWER Insan Ki Maut Ka Waqt Mu?aiyyan Hai. Na Us Se Ek Second Takheer Ho Sakti Hai Na Jaldi. Haan Ye Ho Sakta Hai Ke Malaaika Ke Saheefe Me Us Ki Ta?leeq Na Ho Aur Ilm E Ilaahi Me Ho. Baher Haal Allah Ta?ala Ke Ilm Me Hai Ke Kaun Kab Marega. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button