Masail

Jisne Bhi Nabi ? Ka Sapna Dekha Kya Woh Wali Ho Jayega.

Dusri Baat Kya Jo Dekha. Woh Kya Kisi Se Keh Nhi Sakta Kya. ANSWER Sarkar E Aqdas ? Ki Khwab Mein Ziyaarat Baade Sharf Ki Baat Hai Aur Sarkar E Aqdas ? Ki Rahmat Auliya E Kiraam Par Hai Aur Auliya E Kiram Ke Sadqe Ham Jaise Gunahgaar Par Bhi. Sarkar E Aqdas ? Auliya E Kiram Ko Bhi Khwab Mein Ziyaarat Se Nawazte Hai. Basa Auqaat Gunahgaro Ko Bhi Apni Ziyarat Se Nawazte Hain. To Ye Kahna Saheeh Nahin Keh Sarkar E Aqdas ? Ki Jo Shakhs Bhi Khawab Mein Ziyarat Karle Woh Allah Ka Wali Hai. Jisko Ziyarat Hui Behtar Hai Ke Kisi Ko Na Bataye Aur Agar Bata Diya To Is Mein Bhi Kuch Harj Nahin. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button