Masail
Kisi Aurat Ke Liye Gair Mahram Ka Kapda Dhona Kaisa Hai?
Agar Shauhar Razi Ho To Kaisa Hai? Agar Shauhar Naraz Ho To Kaisa Hai? ANSWER Gair Mahram Ke Kapde Dhone Me Harj Nahi. Aur Agar Shauhar Raazi Na Ho To Na Dhoye. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—