Masail
Kisi Bhi Mazar Per Jaane Se Pehle Gosht (Beef) Khana Kaisa
Hamare Waha Kaha Jaata Hai K. Haidra Aur Mira Daatar Sharif Jaane Se Pehle Gosht(Beef) Khana Mana Hai. Shariyat Mein Iska Kya Hukum Hai? ANSWER Is Ki Koi Sharai Haisiat Nahi Aur Halal Gosht Ko Khana Koi Haraam Ya Najaayez Kahe To Uspar Sakht Hukm Hoga. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—