Masail
Kisi Musalman Par Karza Ho Gair Muslim Ka Tho Kya Iska Bhi Hisaab Dena Hoga Aur Kya Karz Bhi Chuka Na Hoga?
ANSWER Kisi Gair Muslim Se Qarz Liya To Use Bhi Ada Karna Zaroori Hai. Haan Agar Woh Gair Muslim Mu?aaf Karde To Ab Na Dene Mein Kuchh Harj Nahi. Aur Uski Marzi Ke Bagair Qarz Ki Raqam Wapas Na Dena Jaayez Nahi. Ye Dhoka O Gasab Ki Soorat Hogi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—