Masail
Kisi Shaks Ne Khaane Ka Hotel Khola Hai. Wahan Hukka Bhi Serve Hota Hai.
Music Bhi Bajaayi Jaati2 Hai. Kya Us Shakhs Ki Uss Hotel Me Invest Karna Use Iss Karobaar Ko Karne Ke Liye Paise De Sakte Hain. Aur Iss Hotel Ki Kamayi Jayez Hogi? ANSWER Aisi Jagah Par Paisa Na Invest Kiya Jaye Jahan Par Ghair Shara?i Kaam Hote Ho. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—