Masail
Koi Musalman Share Market Se Paise Kamaata Hai. Us Rakam Ya Aamdani Ka Kya Hukm Hoga?
Jawab Agar Kafiron Ki Company Se Mila Hai To Woh Raqam Jaayez Hai. Magar Nafa O Nuqsaan Dono Ke Ihtemaal Ki Wajah Se Share Market Mein Kaar O Baar Karne Se Bache. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—