Aqaid
Koi Shakhs Agar Afzaliyat Ke Mamle Me Ye Aqida Rakhta Ho Ki Baad Az Ambiya Sayyedna Maula Ali KarramAllaho Waj?hul Kareem Afzal Hai?n.
Lekin Wo Ye Bhi Aqida Rakhta Hai Ki Hazrat Sayyedna Abu Bakar Siddiq RaziAllaho Anho Khalifa E Rashid Hai?n Khalifa E Awwal Hai?n JalilulQadar Sahabi رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ E Rasool ﷺ Hai?n Huzoor Ke Ghaare Yaar Hai To Kya Afzaliyat Ke Mamle Me Jo Uska Aqida Hai. Wo Ghalat Hai? Kya Us Par Koi Hukm Lagega? ANSWER Ambiyaa E Kiraam Ke Ba?d Sab Se Afzal Bashar Mein Hazrat E Sayyiduna Siddiq E Akbar Hai. Hazrat E Ali رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ Ko Siddiq E Akbar Se Fazal Maanna Gumraahi Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—