Aqaid
Koi Sunni Shakhs Agar Duniyavi Talluqat Ki Wajah Se Kisi Bad Mazhab Ke Nikah Ya Reception Me Shirqat Kiya To Uske Liye Shariyat Ka Kya Huqm Hai.
Jawab: Badmazhab Jiski Badmazhabi Hadd E Kufr Ko Pahoch Gayi Uska Nikah, Nikah Nahi Balke Haraam Kaari Hai. Is Mahfil Mein Jo Log Hazir Hue Sab Gunahgar Saza Waar, Unhe Chahiye Ke Tauba Aur Ehtiyaatan Tajdeed E Iman O Nikah Bhi Karein. Jis Molvi Ne Unhe Wahabi Jaante Hue Nikah Parhaya Wo Bhi Tauba O Tajdeed E Iman O Nikah Karein. Warna Awaam Unse Ta?lluq Na Rakhein. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—