Masail
Koyi Aur Lafz Kehna Chahta Hai. Zuban Se Lafz Talaq Nikal Gaya. Lafz Talaq Bola Magar Us Ka Maana Nahi Janata.
Ya Sahwan Ya Gaflat Me Kaha. To Ab Kya Hukm Hai? ANSWER Talaq Waaqe?a Ho Gayi Mas?Ala: Koyi Aur Lafz Kahna Chahta Hai. Zuban Se Lafaz Talaq Nikal Gaya. Ya Lafze Talaq Bola Magar Us Ke Maana Nahi Jaanta. Ya Sahwan, Ya Gaflat Me Kaha Is Sab Surato Me Talaq Waake?a Ho Gayi. n(Durre Mukhtar) Mas?Ala: Gunge Ne Ishare Se Talaq Di, Ho Gayi. Jabki Likhna Na Jaanta Ho Aur Likhna Jaanta Ho To Ishare Se Na Hogayi Jabki Likhne Se Hogi. n(Fatahulqadir) Bahar-E-Sahari?At 4th Hissa Safa 10 n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—