Masail
Kya Aurat Haq E Mehar ki raqam se apna karobar shuru kiye hue paiso ko Masjid ya madarse me de sakti hai ?
Jawab: Maher ki Raqam ki malik aurat hai aur uske zariye se jo karobar kare, us afa se har jaayez masraf me kharch kar sakti hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—