Masail
Kya Aurat Ko Haiz Ki Halat Me Mahe Ramadan Ke Roze Muaf Hai?
Jawab: Mu?aaf Nahin Hai. Balkeh Farz Hi Hai. Magar Haiz O Nifas Ki Haalat Me Roza Rakhna Jayez Nahi. Haiz O Nifas Ki Wajah Se Jitne Roze Qaza Huye, Unhe Ba?ad Me Rakhna Farz Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—