Masail
Kya Aurto Ki Jannat Ya Dozakh Unka Shohar Hai?
ANSWER Hadees: RasoolAllah ? Ne Hazrate Hussain Bin Mohsin Ki Fuffi Se Farmaya: Teri Jannat Ya Dozakh Tera Shohar Hi Hai! Agar Wo Raazi Hai To Tu Jannati Hai. Agar Wo Naraaz Hai To Tu Dozakhi Hai. Nisai Sharif Jo Aurat Is Halat Me Mare (Death) Ki Uska Shohar Usse Raazi Tha Wo Aurat Jannat Me Dakhil Hogi! Tirmizi Sharif Note: Basharte Shouhar Khilaf E Deen Na Ho
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—