Masail
Kya aurtoñ ko Jumuah ke din zohar ki namaz parhne ke liye rukna chahiye jab tak Jumuah ka khutbah na parha jaye?
Jawab: Zohar ka waqt hone ke baad jab chahe parh sakti hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—