Masail
Kya Badmazhabo Se (Wahabi, Deobandi) Business Kar Sakte Hai?
Yaani Agar Woh Log Wholesalers Hai To Hum Unse Maal Kharid Kar Sakte Hai ? Ya Bachna Chahiye ? ANSWER Deobandi Wahabi Wa Deegar Badmazhab Jinki Badmazhabi Had-E-Kufr Ko Pahoch Chuki. Unse Kisi Tarah Ke Muaamlaat Bhi Na Kiya Jaaye. Lehaza Chahiye Ke Unse Karobar Wagairah Bhi Na Kiya Jaaye. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—