Masail
Kya (Ghagra) Pehen Ke Namaz ho Jayegi?
Jawab: Agar Is Mein Jism Ka Woh Hissa Jiska Chhupana Namaz Mein Farz Hai. Woh Chhup Jaata Hai Aur Na Hi Itna Baareek Ho Ke Badan Ki Rangat Chamke. To Ise Pahan Kar Namaz Padhne Mein Harj Nahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—