Masail
Kya hamal wali aurat ke pistaan se nikal ne wala dhood napaak hota hai.
Aur hamal ke baad wale ka hukm kya hai. Jawab: Doodh Napaak ahi, balke paak giza hai. Aur 2 saal tak ke bachcho ko pilaya ja sakta hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—