Masail
Kya Ihram Me Vaseline Istemal Kar Sakte Hain?
Barah e Karam Rahnumayi Farmayein Jawab: Vaseline Aisi Jisme Alcohol Na Ho Aur Na Hi Tez Khushbu Ho Ke Badan Khushbudaar Ho Jaaye. To Ihram Ki Halat Me Us Ka Lagana Jaayez Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—