Masail
Kya Jis Par qarz baki ho wo hajj karne Jaa sakhta hai?
Jawab: Maqrooz hajj kare to hajj ho jaayega. Magar use chahiye kd wo Qarz khwaho ko Qarz ada kare. Ya unse muaaf karaaye phir hajj ko jaaye. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—