Masail
Kya Makka Sharif Me Rehkar Nafal Tawaf Karna Masjid Ayesha Aur Jerana Jakar Umrah Karne Se Afzal Hai.
Kyunki Nabi ﷺ-E-Karim Sallalahu Allaihi Wasallam Ne Khas In Masjido Me Jakar Ahramnahi Bandha. Is Liye Yeh Sunnat Bhi Na Hua Raaste Me Ane Par Ehram Bandha. ANSWER Umrah O Tawaf Apni Jagah Alag Alag Fazeelat Ka Haamil Hai. Har Cheez Ko Compare Nahi Kiya Jata. Jis Ki Marzi Umrah Kare Aur Jo Chahe Tawaf Kare. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—