Aqaid
Kya Sarkar-E-Do Alam Sallalahu Alaihi Wasallam Ke Naam Ke Sath Alaihissalam Lagana Durust Hai?
Jawab: Sarkar ? Ke Ism E Mubarak Ke Sath Durood O Salam Dono Ka Zikr Karna Behtar O Afzal Aur Ain Quran Ke Farman Ke Mutabiq Hai. Quran E Paak Me Irshad Hua: Lehaza Huzoor Ke Ism E Muqaddas Ke Sath Sallallahu Ta?ala Alaihi Wa Sallam Ka Istemaal Karein. Ya Alaihis Salaato Was Salaam Kahein. Taake Durood o Salam Dono Ka Zikr Ho Jaaye. Wa-Allahu Ta?ala A?lam. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—