Masail
Kya Zarab tochna jayez hai?
Jo Urs Me log tochte hai, abhi 11vi Sharif Me tochte hai, Mannat ke taur par tochte hai. Kya Zarab tochna Jayez hai? Jawab: Apne A’za e jism ko bila wajah Takleef pohchana NaJaayez o Haraam hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—