Masail
Ladka Sunni ho aur ladki badmazhab ho aur nikah padhanewala imam sunni ho
To kya aise ikah me jana chahiye ya ahi. n(2) Aur Unke yaha dawat me jana chahiye ya ahi kyuki khana pakanewala sunni hai. Jawab: Agar us larki ki badmazhabi hadd e kufr ko pahoch chuki to Murtad ke hukm me hai, aur murtad ka Nikah kisi se ahi ho sakta. Lehaza jo is tarah ka ikah parhaaye us par tauba lazim hai. Aur jo log is aam ihaad ikah me shareek hue sab Haraam kaari me Madadgaar hue aur Gunahgar hue, sab par lazim hai ke tauba karein. Aur daawat me shirkat ka bhi yahi hukm hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—