Masail
Ladki bina mehram ke travel kyu nahi kar sakhti? Or agar kar sakhti hai to kitna distance?
Jawab: Safar e sharai (jo kam az kam 92 km hai) begair Mahram ya shauhar ke karna aurato ke liye Najaayez hai. Isliye ke isme fitne ka andesha e qawi hai. Aur agar isse kam me Fitne ka andesha ho, to bhi a kare. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—