Masail
Ladki ne jab Nikah kiya Tha Tab ladka Sunni Tha. Ab Woh Bad-Aqeeda Ho Chuka hai Deobandi ho chuka hai
Kahta hai Dargah ho pe mat jao. Allah ke waliyoon ka aa Mano, Ghar me Fatiha Wagairah mat do Aur Huzoor E Aqdas ? ki Hayaati Jaahiri par Usko Ayteraaz wagairah hai Aur Ladki Sunni Hai. To Aise me ladki Us Se Talaq Le Sakti Hai ? Jawab: Agar waaqai uske aqaaid Kufriya ho chuke aur mazkoora baatein bar binaa e wahabiyat kehta hai. To wo kaafir ho gaya, ab uska ikah baaqi a raha. Ladki ko chahiye ke wo Talaq le kar alag ho jaaye. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—