Masail
Ladki Se Izzat Lekar Nikah Padhane Wala Majlis Me Aye Uske Baad Kalma Padhaye Uske Baad Khutba Padhenge.
Ya Pahle Kubool Karwayega Pahle Khutba, Ya Kubool Karwayenge? Jawab: Pahle Khutbah Padhein Phir Eejaab O Qubool O Dua. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—