Aqaid
Madina Chod Kar Akhtar Kyun Jayein Jannat Ko. Jannat Kya Har Ek Neamat Madine Ki Badaulat Hai.
Is Sher Ko Padh Kar Jannat Ekdum Haqeer Lagti Hai. Aisa Lagta Hai Ki Jannat Kuch Importance Hi Nahi. Kya Aisa To Nahi Ki Madina Sharif Ki Fazeelat Bayan Karna Mein Hum Jannat Ko Ekdum Haqeer Bana Diye Hai. Jawab: Is Shair Se Jannat Ki Hiqarat Kahin Nazar Nahi Aati. Haan! Fazeelat Zarur Hai Ke Aaqa ? Ke Hi Sadqe Hame Jannat Bhi Milegi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—