Masail
Mangal sutr pahnna chahiye ya nahi muslim ladies ko?
Jawab: Jis jagah Mangal sutr pahenna Hindu ki Alamat samjha jata hai aur Musalman us ka istemaal ahi karte wahan Na pehna jaaye aur jahan Ye bhi ek zewar ho Aur har koi pahenta ho to uske pahenne me harj ahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—