Masail
Mehar Ki Raqam Aurat Khushi Se Wapas De To Use Le Sakte Hai. Kya Use Kharch Kar Sakte Hai?
ANSWER Le Bhi Sakte Hain Aur Jaayez Kaam Mein Kharch Bhi Kar Sakte Hain. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—