Masail
Mera Ek Dost Hai. Wo Ek Business Karna Chatta Hai Aur Mere Pass Se Paise Leke. Aur Kehta Hai Paise Tera Mehnat Meri. Profit Ka Hissa Donga
ANSWER Agar Munafa Feesad % Se Tai Ho Jaaye Aur Nuqsaan Sirf Maal Wale Ka Ho To Ye Jaayez Hai. Is Tarah Ke Kaar O Baar Ko Muzarabat Kahte Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—