Masail
Mere Jimme 60,000 Ya 70,000 Hazar Ka Karza Hai Or Mujhe Umrah Karna Hai.
To Kya Mai Umrah Kar Sakta Hu Ya Pahle Karz Chukana Hoga. ANSWER Behtar Hai Ke Qarz Ada Kar Le Aur Agar Qarz Khwaah Qarz Ki Adaaige Mein Muhlat De To Uski Ijazat Se Umarah Karne Mein Bhi Harj Nahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—