Masail
Mere relative ne bataya ke ham hajj ke liye jate hai to waha misri date ke hisab se zul hijjah ki 9 date kal hai
Isliye arfa ka roza bhi kal hai or ek roza ahi rakhna chahiye 2 rakhne chahiye. Kya ye baat sach hai arfa ka roza kal hai or 2 roze rakhne chahiye. Jawab Jis jagah Jis roz 9 zul hijjah ho yaum e arafah usi roz maana jayega. Sirf 9we zil hijjah ka roza rakhna jaayez hai 2 roze rakhna zaruri ahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—