Masail
Nikah ke baad walima
Agar ikah subah ko hua aur usi raat aurat ko ayyam shuru ho gaye. To ab qurbat to ahi hui lekin. t
Kya dusre din walima kar sakta hai? t
Agar qurbat kare bina dawat kare to kya use walima kahenge? t
Kya walima karne ke liye qurbat karna zaroori hai? Jawab: Agar Khilwat pa li gayi. Yaani miya biwi aisi jagah mile jahan aur koi ahi aa sakta, to uske baad walima jaayez hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—