Masail
Nikah Ke Waqt Dulha Dulhan Apne Bazu Mai Imam Zaamin Pehente Hai. Kya Wo Bandh Sakte Hai ?
Jawab: Gaaliban Aisa Hai Ke Dulhe Ke Bazu Par Likh Kar Bandha Jata Hai. Agar Waaqai Aisa Hi Hai To Iske Bandhne Me Harj Nahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—