Masail
Nikah Mein Jo Do Gawah Hote Hai. Unme Agar Ek Wahabi Ho To Kya Nikah Hoga?
Jawab: Agar Wahan In Do Gawaaho Ke Ilawa Aur Log Bhi Maujood The. Jinho Ne Apne Kaano Se Ijaab O Qubool Suna Aur Un Me Sunni Sahih Ul Aqeeda Musalman The. To Nikah Ho Jaayega Warna Na Hoga. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—