Masail
Pehle Bachche Ka Naam Mohd Owais Tha. Fir Baad Me Walid Ne Change Kar Ke Mohammed Ali Rakha.
To Sharan Aisa Karne Per Bakra Kaatna Hota Hai. 10 20 50 Logo Ko Khana Khilana Hota Hai? ANSWER Aisi Koi Zarurat Nahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—