Masail

Roza E Mubarak Ke Sunehri Jaali Ko Video Calling Me Batana Kaise Hai ? Aur Wo Sunehri Jaali Ko Chuna Aur Boosa Dena Kaise Hai?

ANSWER Wo Adab O Ta?zeem Ki Jagah Hai. Ke Jahan Insan Ko Ye Darr Hona Chahiye Ke Mere Kisi Kaam Se Adna Se Bhi Gustakhi Na Ho. Ke Saare A?maal Barbad Ho Jaayein. Aur Adab Ka Taqaza Yahi Hai Ke Nazre Jhuki Ho Aur Is Tarah Darbar Me Hazri De Jaise Koi Gunahgar Badshah Ke Darbar Me Hazri Deta Hai. Jaali Sharif Se Door Ba Adab Khada Ho Aur Reh Gayi Baat Video Calling Ki To Ye Be’Adabi Hai. Is Se Ehteraz Chahiye. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button