Masail
Sapne Me Bar Bar Kisi Dargah Ka Dekhna Kaisa?
Aur Bar Bar Kisi Na Kisi Ka Inteqal Ho Jana Kaisa? n(Har Baar Alag Alag Insaan Ka Inteqal Hona) Yeh Dono Sapno Ka Dekhna Kaisa? Jawab: Jis Ka Inteqal Ho Gaya Uski Umr Me Barkat Hogi. Dargah Sharif Ka Dekhna Allah Ki Ibadat Ki Janib Bulana Aur Buzurgo Ko Isal-E-Sawab Karne Ki Janib Ishara Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—