Masail
Shaadi ke 7 saal baad hamal raha hai.
Dr ko check karwate to bachche me kuch a kuch bimari khot dikhti hai. Abhi hamal girane bol rahe hai. Hum kya kare kuch samjh me ahi aa raha hai. Bachche ki sanse dharkan chal rahi hai. Aise me hum kya karein. Aise me bachche ko girana kaisa hai ? Jawab: Agar hamal 4 maah ka ho chuka, to ab usko zaaye karna haraam hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—