Masail
Shadi ki dawat ke liye card Chapwana Jayez Hai ya nahi.
Agr Jayez Hai too Arabic content aur Allah Azawajal aur Huzoor ke aam mubarak likhna kaisa I mean content main Hadees wagera likh sakte hain ki ahin. Jawab: Agar ma’loom hai ke is card ka log adab karenge. To likh sakte hain, warna parhez karein. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—