Masail
Shariyat Me Heavy Deposit Me Ghar Lena Ya Dena Kaisa Hai.
ANSWER Heavy Deposit Par Jo Ghar Liya Jaata Hai Us Ka Kiraya Ada Karna Bhi Zaruri Hai. Warna Us Ghar Ka Istemaal Jaayez Na Hoga. Kyu Ke Jo Ghar Istemaal Ke Liye Liya Gaya Us Ka Koi Kiraya Muqarrar Nahi Aur Begair Ujrat Ke Kisi Ki Cheez Ka Istemal Jaayez Nahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—