Masail

Solah Shingar Me Konse Zebaish Aati Hain Aurton Ke?

Kya Yeh Solah Shingar Ek Momina Kar Sakti Hai Apne Shohar Ke Liye? Kya iss Me Maateh Pe Lagane Wali Bindi Aur Mangal Sootra Ka Bhi Shumar Hota Hai? Bara e Karam Rehnumai Farmaye Jawab: Ye Awaami Istelah Me Raayej Hai Ke Banaao Singaar Ko 16 Singhaar Kaha Jata Hai. Iske Liye Zaruri Nahi Ke is Me Bindiya ya Mangalsutr Bhi Shamil Ho. Lehaza Solah Singhar Kehne me Harj Nahi Aur Apne Shauhar Ke Liye Sajna Sanwarna Ek Aurat Ke Liye Jaayez, Balke Mustahsan Hai. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button